Hazrat Abu Hurara R.A. se rawayat hai, Rasoolallah Sallallaho Alaihe Wasallam ne Farmaia: "Khabardar! Duniya aur jo kuchh Duniya me hai, uspar Allah ki phatkaar hai, aur uske liye Rahmat se mahroomi hai siwaye Allah ki yaad ke, aur un cheezon ke jinka Allah se koi talluq aur wasta hai aur siwaye Aalim aur Mutallim ke."